Jaun Elia






Or ek baar mujh ko jane do
Sara saman us gali mein ha








Ab meri koi zindagi hi nahi
Ab bhi tum meri zindagi hu kia?

Kia kaha ishq jaduwani ha !
Akhri baar mil rahi hu kia











Kuwe jana ki nakabandi ha
Dil hangama ju kidher chaliye
















Zindagi ka ajeeb mamla ha
Ek lamhe mein fasla kijiye















Kia satam ha ab teri surat
gor karne pr yaad ati ha














Hath se apne likh ke naam apna
Mein tumhe soonp do zara tehro









No comments:

Post a Comment