Zindagi kis tara basar Hogi
Dil nahi lag raha muhubbat mein
Dastaan khatam hone wali ha tum meri akhri muhubbat hu
Ek shakhs kr raha ha abhi tk wafa ka zikr
Kash us zuban daraz ka muu nooch le koi
Tajeb ha ke ishq-u-aashqi se
Abhi kuch log dhoka kha rahe ha
Aqal walo ke naseebon mein kaha zooq-e-junoon
Ye ishq wale hai jo har chez luta dete ha





No comments:
Post a Comment